Fana anjaam insaan

tone kia nahi dekha

wasee zameen nahi dekhi

 ya aasman nahi dekha

 

phol pode nahi dekhe

behta daria nahi dekha

 

Khuda ki rehmate be shumar

ko barasta nahi dekha

 

Aaj kiu lab tere

waa hue shikwa lie hue

Ae be-sabar insaan

koi tujh sa nahi dekha

(By Shoaib)

Leave a Reply